Nigahe ye nigahe meri
Nigahe ye nigahe meri dhunde tumhe manzil tak
Kya pata kahan hain manzil
Khud ko chupane ki lakh koushis ki hoon...
Na chate huye bhi hum bar bar tut te bikhar te gaye....
Fir agle subh khud ko samet te huye chal diye
Koi ek nayi disha ke aur......
Humne kabhi nahi chaha tha jo zindagi,
Mujhe ab ussi zindegi se bahut pyaar hain...
Kabhi kabhi laghta hain mein isliye hoon zinda
Kabhi kabhi laghta hain agar woh na hote meri zindegi me, toh kysi hoti ye bejaan zindagi...
Mein ne tumko bahut chaha.....
Ye jante huye bhi hum kabhi ek nahi ho payenge
Humhara manzil alag hain jo Hume alag disha me le jayenge...
Mujhe nahi pata hain, kabhi tumhare bina agar mujhe zina padh toh woh zindagi kysi hogi...
Tum abhi adat si bangaye ho....
Yaa toh acchi ya toh buri...
Tum khwaish ban chuke kabhi na mitne wala
Tum abhi woh ibadat ho meri
Jo intekaam tak meri sath rahegi
Chahunga tumhe zindagi bhar...
Rahunga bahome tumhare sari umar
Bas duya hain tum khush rahon iuhin sath chalte raho
Mujhe sambhalte rahon mere har khwaishon ka samandr bante rahon
Jhagda toh mein harroj karti rahungi
Bas mana ne ki adat tum aise hi banaye rakho....
Stay safe stay tuned
Happy reading đ♥️đŧđŧ
For more updates follow međđđ
Comments
Post a Comment