MAAN KI CHAHTYEN

MAAN KI CHAHTYEN......

Maan karta hai kar dun BLOCK tujhe WHATSAAP pe ...
Maan toh karta hai tujhe UNFOLLOW kar dun
INSTAGRAM mein bhi
IGNORE karun bar bar  FB me, jab
Duniya bhar ke EXCUSES sare rakhta mere samne tu, aur ekbar maan karta
tujh se sikh ke chalana gun aur banaun nishana
tujhi ko pehla, ichayein toh bahut hain
Maan toh karta hai, maan yeah karta hai...
Chidiya banke udti rahun khule ashmanon mein
Na koi bandishen ho na koi shikayaten.....
Kabhi wapas na laut ke aun apne ghosle pe.
Maan toh karta hai, Tere sare shikayatein
Tere sare musibatein, sare pareshanio se
Mukt kar dun tujhe ek hi pal me.....
Maan toh karta hai, Tu dur ho aur main aur
dur chala jaun leke sare khwahishen.....
Maan yeah maan hi hai jo pagal pagal firta hai
Din bhar tujhse baatein aur jhagadne mein beet  jate hai, Maan ka kya kasoor bolo, maan jab kisi pe marta hai, kisi ko dil mein basata hai
Chahatyen jab badhta hai,
Khwahishen jab badhta hai, Tabhi dil 
tutne ka dastur hai.....
Maan ye maan chahta hai,
Gussa tujhpe bar bar karun, tu manate rahe
Harbar mujhe, na de jhute dilasha Hume
Ke maan ki chahatein maar jaye maan me hi...
Tu chahe karle lakh jatan, agar mai chhup jaun kabhi, baat na karun fir mai kabhi.....
Na kaam hoga yeah pyaar mera, kisi aur ko na de paungi mai.....



Thank you...Good night.

For more interesting writing please visit my blog ..Thank you.

Comments

Popular posts from this blog

It's your love.....

UNWANTED LOVE WITH A UNKNOWN PERSON

Amar brishti bheja meye....