Nigahe ye nigahe meri
Nigahe ye nigahe meri dhunde tumhe manzil tak Kya pata kahan hain manzil Khud ko chupane ki lakh koushis ki hoon... Na chate huye bhi hum bar bar tut te bikhar te gaye.... Fir agle subh khud ko samet te huye chal diye Koi ek nayi disha ke aur...... Humne kabhi nahi chaha tha jo zindagi, Mujhe ab ussi zindegi se bahut pyaar hain... Kabhi kabhi laghta hain mein isliye hoon zinda Kabhi kabhi laghta hain agar woh na hote meri zindegi me, toh kysi hoti ye bejaan zindagi... Mein ne tumko bahut chaha..... Ye jante huye bhi hum kabhi ek nahi ho payenge Humhara manzil alag hain jo Hume alag disha me le jayenge... Mujhe nahi pata hain, kabhi tumhare bina agar mujhe zina padh toh woh zindagi kysi hogi... Tum abhi adat si bangaye ho.... Yaa toh acchi ya toh buri... Tum khwaish ban chuke kabhi na mitne wala Tum abhi woh ibadat ho meri Jo intekaam tak meri sath rahegi Chahunga tumhe zindagi bhar... Rahunga bahome tumhare sari umar Bas duya hain tum khush rahon iuhin sath chalte rah...